BLOGGER | WHAT IS BLOGGER | BLOGGER SE LAKHO KAMANE KA TARIKA 

BLOGGER

blogger ak aisa platform he jisse aap aapne tailent ko dikha sakte ho or bohot sara paisa bhi kama sakte ho matlab ki aapke andar jo bhi talent he aap writer ho,koi computer engineer ho,koi painter ho matlab ki aapke pas jo bhi knowledge he aap logo ko ak text message ke jariye bata sakte ho.bas isme aap logo ko aapke pass jo bhi knowledge he bo sab kuchh aapko logo ke sath imandari ke sath share karna hoga or imandari se kam karna hoga 100% unique content likhna hoga aha tak ki photo bhi aap logo ko edit karke hi ya aapne camera se click kiya image ko hi use karna hoga.

BLOGGER
BLOGGER

WHAT IS BLOGGER

blogger ke andar aapko jo bhi chij aata he bo sab aapko ak text ke rup me logo ko batana hoga,aapko jo bhi aata he  aapne post ke jariye logo ke sath share karna hoga.agar aapko likhne me intrest he or logo ke sath aapne knowledge ko share karne ka jajba he tabhi aap blogger ko join kare or logo ke sath aapne knowledge ko share kare.isme aap kisi bhi topic par blog bana sakte ho,writer ho,koi computer engineer ho,koi painter ho,aap koi tourust ho aap jagah jagah ghumte ho,aapka koi showroom he,aap ko politics me intrest he,aapko news parna achchha lagta he, matlab ki aapke pas jo bhi knowledge he aap logo ko ak text message ke jariye bata sakte ho.bas isme aap logo ko imandari se kam karna hoga 100% unique content likhna hoga aha tak ki photo bhi aap logo ko edit karke hi ya aapna click kiya image ko hi use karna hoga.


BLOGGER TOPICS FOR STARTING A NEW BLOG

in sare topics me se kisi bhi topic par aap blog create kar sakte ho,health tips,product review,writer ho,koi computer engineer ho,koi painter ho,aap koi tourust ho aap jagah jagah ghumte ho,aapka koi showroom he,aap ko politics me intrest he,aapko news parna achchha lagta he, matlab ki aapke pas jo bhi knowledge he aap logo ko ak text message ke jariye bata sakte ho.bas isme aap logo ko imandari se kam karna hoga 100% unique content likhna hoga.
  1. PRODUCT REVIEW,
  2. HEALTH TIPS.
  3. COPUTER TIPS.
  4. MOVIE REVIEW.
  5. EDUCATION NEWS.
  6. SARKARI JOB.
  7. GOVERMENT RESULT UPDATE ETC.

HOW TO EARN MONEY FROM BLOG

agar aap blog se paisa kamana chahte ho to sabse pahle aap logo ko ak blog create karna parega uske bad aap logo ko usme 15-20 post likhne honge jisme ki minimum 300 word hona chahiye.or aap log jo bhi post likhenge bo sara kuchh unique hona chahiye matlab ki bo sab kuchh aapko aapne dimag ke hisab se type karke likhna hoga jo ki unique hona chahiye,or uske bad aap jo bhi image use karoge blogger pe bo sab kuchh kahise copy nahi hona chahiye.ye sab karne ke bad aapke blogger ke earning section me apply adsense ka option aa jayega ohase aap logo ko adsense ke liye apply karna hoga,jaise hi aap apply kar doge uske bad agar aapne google ke jitne bhi terms pr condition hota he agar bo sara kuchh complete kiya to aapko adsense ka aprove mil jayega or uske bad aap logo ko aapne site ke upar ads dekhne ko milega or aapko earning start ho jayega blog se.

HOW MUCH MONEY DO YOU EARN FROM BLOG

yar dekho ye kuchh sahi se kaha nahi ja sakta he ki aap log blogger se kitna earn kar paoge ye sara kuchh aapke mehnat ke upar depend karta or aapke luck ke upar or aap aapne blogg ke liye kitne paid tools ka use kar rahe ho.ha likin itna bata doon ki blog se aap ka earning ka koi limit nahi he isse aap jitna chahe utna earning kar sakte ho,abhi ke time india ka jo top blogger he bo 12 lakh per month earning kar raha he,mene aapko ye chij pahle hi btaya ki sara kuchh aapke mehnat ke upar or luck ke upar depend karta he.